Ay Momino Chehlum He - Ahmad Ke Nawaase Ka
Hota hy dafn Lasha - Ahmad ke nawaseka
Zindaan se chut karke, Lo Qaafela hay aaya
Chaaliswa karneko Ahmad ke nawaseka
Zainab ne kaha Bhaayi Durre pe lage durre
Aur haal sunaawun kya Darbaar me jaaneka
Be Makna-o-Chadar Mai dar dar phiri hun haye
Kis tarha kahun Haal mai(n) Darbaarme jaaneka
Ay Momino Chehlum He - Ahmad Ke Nawaase Ka
Hota hy dafn Lasha - Ahmad ke nawaseka
O believers itβs the fortieth day of the grandson of the prophet
He is getting a proper burial today β the grandson of the prophet
Zindaan se chut karke, Lo Qaafela hay aaya
Chaaliswa karneko Ahmad ke nawaseka
The caravan has returned after being freed from the prisons
To mourn the fortieth day β of the grandson of the Prophet
Zainab ne kaha Bhaayi Durre pe lage durre
Aur haal sunaawun kya Darbaar me jaaneka
Zainab lamented to her brother how they were mercilessly beaten
And all the torment that happened in the streets of Shaam
Be Makna-o-Chadar Mai dar dar phiri hun haye
Kis tarha kahun Haal mai(n) Darbaarme jaaneka
Without honor or my veil I was paraded in the streets
How can I describe the disgrace of going to the Umayyid Mosque
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.