Please recite Surah Fatiha for Marhoom Fazal Virani
Udao khak azadaaro ke Zehra dafn hoti hai
Sare uryan ho yaro ke Zehra dafn hoti hai
Kaha hai Haydar-e-Karrar ne koi zara jaa kar
Suna do ye Muhammad ko – ke Zehra dafn hoti hai
Khule sar pit te Hasnain hai Zaynab padi ghash mein
Hai ati hure bhi ro ro – ke Zehra dafn hoti hai
Chalo shale aza ode khule sar aaj Madine mein
Do muthi khaak azadaaro – ke Zehra dafn hoti hai
Chale hai ambiya sare Malak ki fauj par fauje
Hai jate sab Madine mein – ke Zehra dafn hoti hai

Throw up dust in grief – Zahra is being buried
Open your hair in mourning – Zahra is being burried
Kaha hai Haydar-e-Karrar ne koi zara jaa kar
Suna do ye Muhammad ko – ke Zehra dafn hoti hai
Where is Imam Ali – can someone get him
Tell Rasoolallah that Zahra is being burreid
Khule sar pit te Hasnain hai Zaynab padi ghash mein
Hai ati hure bhi ro ro – ke Zehra dafn hoti hai
Imam Hasan & Husain are in grief, so is Zainab
The houri’s are also weeping – Zahra is being burried
Chalo shale aza ode khule sar aaj Madine mein
Do muthi khaak azadaaro – ke Zehra dafn hoti hai
Come to Medina together to mourn
Take fist-fulls of earth – Zahra is being burried
Chale hai ambiya sare Malak ki fauj par fauje
Hai jate sab Madine mein – ke Zehra dafn hoti hai
All the Prophets have come, legions of angels too
All going to Medina – Zahra is being burried
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.