Wa Muhammada Wa Musibata (Binte Fatima Dar Badar Phiri)

Bibi Zainab
Share
Munir Walji
Abbas Sikiladha

Wa muhamada wa musibata binte fatema dar badar phiri
Sheh ka sar kata, ran mei bekhata, binte fatema dar badar phiri

Dekh kar jise, mehr tak chupe, Be rida kare ay falak usse
Roohe Mustafa, Jaane Murtaza, binte fatema dar badar phiri

Sar pe sheh nahi, Mujtaba nahi, Murtaza nahi Mustafa Nahi
Ho ke be nawa, Kyu na phir bhala, binte fatema dar badar phiri

Zalzale mei ho, Kyu na nainawa, Kyu na phir hile dashte kerbala! 
Haaye fauj ki, Chheen le rida, binte fatema dar badar phiri

Dam ghuta huwa, Dil rundha huwa, Ghar luta huwa Sar Khula Huwa
Chehre pe male, Khaake kerbala, Binte fatema dar badar Phiri

Garde gham se mu, Sab ata huwa, dekhe bhai ka Sar Kata Huwa
Shehre shaam mai, Ho ke be rida, Binte fatema dar badar phiri

Wa muhamada wa musibata binte fatema dar badar phiri

Sheh ka sar kata, ran mei bekhata, binte fatema dar badar phiri

O Muhammad, what a tragedy – the daughters of Fatima are being paraded in the streets

Imam was innocently beheaded in the battlefield – the daughters of Fatima are being paraded in the streets 

 

Dekh kar jise, mehr tak chupe, Be rida kare ay falak usse

Roohe Mustafa, Jaane Murtaza, binte fatema dar badar phiri

The one who was the definition of modesty had her veil taken off

The soul of the Prophet, Beloved of Ali  – the daughters of Fatima are being paraded in the streets

 

Sar pe sheh nahi, Mujtaba nahi, Murtaza nahi Mustafa Nahi

Ho ke be nawa, Kyu na phir bhala, binte fatema dar badar phiri

Nobody is left around Hussain, Hasan, Ali or the Prophet

Being alone, why shouldn’t she weep  – the daughters of Fatima are being paraded in the streets

 

Zalzale mei ho, Kyu na nainawa, Kyu na phir hile dashte kerbala! 

Haaye fauj ki, Chheen le rida, binte fatema dar badar phiri

Why shouldn’t the land of Karbala shake and tremble

The oppressors are removing the veils from the ladies – the daughters of Fatima are being paraded in the streets

 

Dam ghuta huwa, Dil rundha huwa, Ghar luta huwa Sar Khula Huwa!

Chehre pe male, Khaake kerbala, Binte fatema dar badar Phiri

(Help us translate this verse, click here


Garde gham se mu, Sab ata huwa, dekhe bhai ka Sar Kata Huwa!

Shehre shaam mai, Ho ke be rida, Binte fatema dar badar phiri

(Help us translate this verse, click here


Can you improve this?

Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.

All rights reserved by FFFoundation® 2025
Contact Us