Zainul aba jahan se gaye wa musibata
Baqir ka sar hay aaj khula waa musibata
Dada to mera zabha huwa tegh se Hussain
Baba ko mere zehr diya waa musibata
Markaz pe jaa ke aaj ke aaj kahuga rasul se
Wali mera koyi na raha, waa musibata
Ja kar kahuga Fatema ki mei mazaar par
Pota bhi tera aaj muwa waa musibata
Zainul aba jahan se gaye wa musibata
Baqir ka sar hay aaj khula waa musibata
Imam Sajjad has left this world – what grief!
Today Imam Baqir has become an orphan – what grief!
Dada to mera zabha huwa tegh se Hussain
Baba ko mere zehr diya waa musibata
My grandfather Hussain was slaughtered thirsty
My father was given poison to kill him – what grief!
Markaz pe jaa ke aaj ke aaj kahuga rasul se
Wali mera koyi na raha, waa musibata
I will complain to the Holy Prophet on the day of Judgement
My father was snatched away from me – what grief!
Ja kar kahuga Fatema ki mei mazaar par
Pota bhi tera aaj muwa waa musibata
I will go to my Grandmother Fatima’s grave and lament to her
Your grandson was made an orphan today – what grief
Submit lyrics, translations, corrections, or audio for this Nawha.